Friday 6 January 2012

Hai husn ka purkaif nazara teri aankhe!

Hai husn ka purkaif nazara teri aankhe!
gar chand mera dil, to sitara teri aankhe!

jab jab bhi padhun inko mohabbat ki nazar se.
Lagti hain ek taza shumara teri aankhen.

No comments:

Post a Comment